Monday, 26 January 2009

Teri khamosh aankhon ki gehrai mein khona chahta hun---27-Jan-09


Teri khamosh aankhon ki gehrai mein khona chahta hun
Yeh ek request thi Raj Guru ki





Would Any Body Design Me the Poem of Iftikhar Arif
Please design me Iftikhar Arif's Following Poem (in Urdu):

"Meri Zindagi mein ik Khawab hey, Ik kitab hai (ik Chiragh hai) aur tum ho
ye kitab khawab ke darmiyan jo manzalain mein chahta tha tumhare sath basar karoon........"

Please design me this FULL poem in urdu with exact wording ...
But Kidly Change the Word 'Chahta tha' with "Chahta Hoon".

I'll be thankful to the designer.


G. Moheyuddin
www.moheyuddin.co.cc



Apne hone ka ham iss tarhan pata dete thay
Apne hone ka ham iss tarhan pata dete thay
khak muthhi mai uthhate thai urha daite thay

be samar jaan k ham kaat chuke hain jo shajar
yaad aate hain k be chare hawa daite thay

uski mehfil mai wahi such tha wo jo kuch bhi kahey
ham bhi gungo'n ki tarah haath uthha daite thay

abb se pehle jo qatil thai boht achhey thay
qatl se pehle jo pani tau pila daite thay

wo hamain kosta rehta tha zamane bhar mai
aur ham apna koi shair suna daite thay

ghar ki ta'meer mai ham barso'n rahe hain pagal
roz deewar uthhate thai gira daite thay

hamm bhi abb jhoot ki paishani ko bosa daingey
tum bhi sach bolne waley ko dua daite thay





 

Download Free Books

Urdu Books: Afsanay - History Novels Mutafariq - Novels - Shayari - Urdu Poetry - Tanz o Mazah

Islamic Books: Tafseer Al-Quran - Hadith - Hamd o Naat - Understanding Islam

English Books: Biography - for Kids - History - Motivational - Philosophy - Sufism

Video Channels

Islamic & Religious - Urdu Mushaira - Mazahiya Mushaira - Punjabi Mushaira

TV Drama & Shows - Funny & Action - Pakistan Politics

Entertainment & Other Channels

Photo Gallery (over 110,000 Images) - Create Blog - Paly Games (4000 Games)

Gup Shup  - Mohabat Kadah - Jokes n Jokes - Kitchen Corner

Lifestyles - -Sport & Games - HallaGulla Media - Snap Shots


Join the Worlds Largest Online Urdu Community For Free

No comments: