Muskura jaty hain....jam1
sallam.
hope u guys like it............!
RULES FOR MAKING A REQUEST.
AssalamoALaikum,
1. Thread per request, matlab aik member aik thread lagaye ga, aur uss mein apni request likhey ga.
2. Jab wo request ban jaye gi to , uss ke baad doosri request ke liye new thread lagaiye.
3. Request kar ke intezaar kijye, designers ko requests banaaneyke ilawa aur bhi kaam hotey hain, khaamkhaa mein replies na kijye.
4. Jab koi Designer wo request bana chahe ga to wo uss thread mein reply kar ke keh de ga ke wo is pe kaam karey ga /gi.
5. Jab wo request ban jaye to aap ko aik link miley ga, jahan wo Image post ho ga, wahan pe aap apney comments de saktey hain aur Image hasil kar saktey hain.
6. Koi bhi request karni ho to Shayer ka naam Laazmi shamil kijye, yeh qadam ghalat poetry ko design karne se bachney ke liye uthaya gaya hai.
7. kisi bhi request k sath kisi designer ka naam nahi likha jaye otherwise woh request design nahi ki jaye gi
~~~ dil jalay ~~~
{Woh Ja Chuka Hai Magar}
Asalam o alikum
Fakhra Batool one of my fav poet unki nazam read ki bohat pasand ai socha ap logon k sath share kar lon so aj unki likhi hoi ik Nazam hazir-e-khidmat hai umeed hai ap sab ko pasand aye gi :
PeishaniyoN pey likkhey muqaddar nahiN miley...(by Raaz Ilah Aabadi)
Ye ghazal Poet of the week k silsiley k lye design ki thi,socha yahaN bhi share kartey chaleN...
Bus aeweeN si designing hai,hosakta hai k pasand na aaey...
plz design this my poetry
Apnay Sath K Wo Jo Chand Pal Dey Gayee,
Aisa Laga Zindagi Ko Manzil Dey Gayee,
Meri Saari Ibadatoon Ka Tha Jese Wo Nichoor,
Ik Muskraahat Teri Sabh Sawabon Ka Phal Dey Gayee,
Meri Zindagi K Sir Pay Jo Ghumoon Ki Dhoop Thee,
Ik Mulaakaat Teri Asoodagee Key Badal Dey Gayee,
Hussan Bakhsa Hey Merey Khayal Ko Usnay Shahzad ,
Soch Us Ki Meri Tehreeron Ko Wajood-e-kamil Dey Gayee
poet: shahzad solangi
phir kiu ye dil udas hai .. req by sherazfaruqi
sheraz ager aap ko kuch changing kerani ho to zaror butain j
April Specil Monthlu Contest Fof Non TAG Holders
kesay hain dostoo?
April Special ka Dosra Contest Lay Kar Aasp Kay Samnay Hazir Hon
Is Contest Main Aap Ko Aek Gazal Design Karni Hae Jo Kay Sath Attach Ke Gae Hae
Batata Chalon Kay Yeh Gazal Hmarey Hg Adminstrator Aik Lamha Bhai Ki Hae ,Aur Sath Main Aek Image Diya Ja Raha Hae Is Ko Use Karna Hae , abh aap Yeh Na Samjhna Kay Yeh Image Bhe Un ki Hae LOL Is Image Kay Sath Aap Apni Marzi Say Koi Aur Image Bhe Add Karsaktey Hain ...
To Dosto Jaldi Say Aachay Say Design Bana Kay Share Karna Shron Karen Q Kay Jo Member 2 Contest Jetey Ga Us Ko Milay Ga HG Tag
Abh Dekhtey Hain Kaon Kaon Is Moqablay Ke Daor Main Hisa Leta Hae Aur Khud Ko Tag Ka Haqdar Sabat Karta Hae
Gazal
Attachment 70088
B/G Image
Attachment 70089
Rules :
1- Her member ko 1 image share karna ho ga.
2- Aik baar image share/post kar denay kay baad EDIT/Correct karnay ki bilkul ijazat nahin ho gi na hi koi guide kiya jaye ga kay image main ye kharabi hai.
3- Image ka size ki koi limit nahi, par koshish kareing ke size normal ho.
4- Design main hallagulla ka watermark (www.hallagulla.com) aur logo lazmi shamil kiya jaye.
5- Sirf STATIC images hi share kiye jain gay. (animation design na ki jain).
6- Is contest main share kiye janay walay image ko pehlay kahin aur share na kiya gaya aur na hi is contest kay khatam honay tak wohi image kahin share kiya jaye.
7- Is contest thread main gupshup say avoid karain , laikin agar aap ko contest say mutaliq kuchh bhi sawal karna ho tou shouq say kijiye, mods aap ki madad karain gay.
8- Members share kiye gaye images ko quote kar kay apni raye/comments har giz na post karain, aisi posts delete kar di jain gi.
9- Image designing kay liye select kiye gaye background kay intikhaab main designing kay rules ko mad e nazar rakhain, agar aap ka bg against rules ho ga tou reject kar diya jaye ga.
10- Contest ki aakhri tareekh 28 APRIL HAI ( 9:00 PM Pakistan time) hai.
GOOD LUCK TO ALL OF YOU
Thank you
17th April
17th April
17th April
Download Free Books
Urdu Books: Afsanay - History Novels - Mutafariq - Novels - Shayari - Urdu Poetry - Tanz o Mazah
Islamic Books: Tafseer Al-Quran - Hadith - Hamd o Naat - Understanding Islam
English Books: Biography - for Kids - History - Motivational - Philosophy - Sufism
Video Channels
Islamic & Religious - Urdu Mushaira - Mazahiya Mushaira - Punjabi Mushaira
TV Drama & Shows - Funny & Action - Pakistan Politics
Entertainment & Other Channels
Photo Gallery (over 110,000 Images) - Create Blog - Paly Games (4000 Games)
Gup Shup - Mohabat Kadah - Jokes n Jokes - Kitchen Corner
No comments:
Post a Comment