sallam.
hope u guys like it...............!
Pashto Poetry ; Za La cha pokhtana wakram
here i am again...hope u will like this ....
Firstly Translation...
TO whom shall I go to learn about my Beloved (love one)?
Kabir says: "As you never may find the forest if you ignore the tree, so He may never be found in abstractions.
here is the design for the poetry;
My Favourite Patriotic Poetry
Umeed karta hon k aap sab theek hon gai.
Last month (July) Meri Pasandeeda Ghazal k silsilay ko aap nay pasand kiya aur buhat PurJosh Andaz main hissa liya. Aap sab ka buhat Shukriya.
Yeh month August, Hamaray Pyaaray Pakistan ki Azadi ka mahina hai. Issi munasibat se silsilay ko thora sa change kiya hai aur is dafa Meri Pasandeeda Patriotic Poetry (My Favourite Patriotic Poetry) k silsilay ka Aagaaz kiya ja raha hai. To aap nay karna yeh hai k Apni Pasandeeda Patriotic Poetry, jo aap pehlay design kar chukay hon, ya karna chahtay hon to Design kar k yahan share kar saktay hain.
To jee shuro ho jaain, aur apni Pasandeeda Patriotic Poetry share karain aur Pyaaray Pakistan se Apni Muhabbat ka Izhaar buhat Khoobsurat Andaz mai karain .
PAKISTAN ZINDABAD.
hum dono jhuk bhi sakte hein
Nudity Policy
ik shair design kar dain...!!
mujhe yeh ik shair design karwana hy...
plzz kar dijiye
jab khak uray meri! madinay ki hawa ho.....!!!
FIAMANALLAH...
Pashto Poetry - DA HiJRat SHpa
Assalamoalikum wr wb.
This is my first design for HG...your comments will lead me to bring allot of more.
Regards,
Yusufzai
Har Qadam par...New art work!
in dinoN designing ki raftaar main kuch tezi ayi hay, is liye aek aor design k sath hazir hoN.
chand chehra
Janta Tha .............
Khabi Khabi
Please Some 1 Design this Poetry of Mine for Me Please
i will be veru glad n thankful..
---------------------------------------------------
Aaj Bhi Jaag Uthti Hai Soyi Howi Muhabbat Khabi Khabi
Jub Ho Jati Hai Un Se Gufatagu Enayat Khabi Khabi
Ayaam e Baiyz Ka Mujhe Elum Ho Bhi Toh Kaise Ho
Teri Yaad Se He Mujhe Milti Hai Muhlat Khabi Khabi
Yeh Sach Hai K Woh Mere Sath Hai Per Mera Nahi Hai
Buss Milti Nahi Muhabbt Se Qismat Khabi Khabi
Kal Shab Hum Ne Daikha Unka Chehra Toh Aya Yaqeen
Suna Tha Khabi Khabi Uthta Hai Naqab Hoti Hai Qayamat Khabi Khabi
Uss Se Kehna K Agar Ho Sakay Toh Laut Aaey Tanweer
Aaj Bhi Kissi Waqat Parthi Hai Uskay Kandhay Ki Zarorat Khabi Khabi
Tanweer Hussain Tanweer
Download Free Books
Urdu Books: Afsanay - History Novels - Mutafariq - Novels - Shayari - Urdu Poetry - Tanz o Mazah
Islamic Books: Tafseer Al-Quran - Hadith - Hamd o Naat - Understanding Islam
English Books: Biography - for Kids - History - Motivational - Philosophy - Sufism
Video Channels
Islamic & Religious - Urdu Mushaira - Mazahiya Mushaira - Punjabi Mushaira
TV Drama & Shows - Funny & Action - Pakistan Politics
Entertainment & Other Channels
Photo Gallery (over 110,000 Images) - Create Blog - Paly Games (4000 Games)
Gup Shup - Mohabat Kadah - Jokes n Jokes - Kitchen Corner
No comments:
Post a Comment