Sunday, 26 July 2009

Kash Aa Jaye Kabhi Tu---27-Jul-09


Kash Aa Jaye Kabhi Tu
AssalamoAlaikum,

Aaj subah aik image share kiya tha frame nahi banaya tha, bus copy paste kiya tha, ab is ka frame thora sa hil jul ke banaya hai CS bhai ke liye, subah daant khatey khaatey bacha tha na

iss image ka frame , 4 frames ka majmooa hai, aik inner most patli si layer jo ke Akvis Artsuit se liya hai, fir zara safaid si layer aik aur image se liya hai, uss ke baad jo background se milta julta layer hai wo bhi Akvis Artsuit se liya hai aur uss ke baad outermost layer jo hai wo Framing Studio se liya hai. Colors change karney ke liye mostly CTRL + ALT + U ka option use kiya hai, kahee'n kahee'n Blending options bhi use kiye hai.

Background mein jo texture sa hai, wo ArtSuit ke frame ka hai, uss ka chota sa piece le ke jor jor ke banaya hai image ke size ke liye, fir 2 images use kiye hai, aik female chehra hai, uss ka color ctrl+ Atl+U se change kiya hai, air aik female dil pakrey khari hai naqaab mein, iss ka color grey tha, dil red tha, me ne dil ka original color rakhney ke liye, dil ko kaat ke alag kar liya aur dobara haathoo'n mein pakra diya, baqi ke image ka color again ctrl+atl+U se change kiya hai, thori si masking kar ke blend kiya hai dono images ko background mein taake image aik hi lagey alag alag pieces na mehsoos ho'n, mask apply karney ke baad me delete kar diya karta hoo'n layers ko, taake kam se kam lares ho'n mere paas end mein, text bohat simple hai, stroke, innerglow, color overlay aur halka sa bevel use kiya hai aur bus ...... lein ji, yeh raha tutorial iss image ka, ab me se koi na kahey tutorial ke liye, me ko nahi banana aata





Allama Iqbal - Quran Mein ho Ghoota Zan Aye Mard e Musalman




Chand Tanha Hai Asmaan(Meena Kumari)
Assalam o Alaikum
Some of Website error Designer Poetry Art Work main Shared nahi kar paya Hope Admin hazrat isey sahi kar dain aur Thread ko Move kar dain gey





Ham Baith ke Pathar Ginte Hain
AssalamoAlaikum,

Simple sa image banaya hai, aaj kal framing ko dil nahi kar raha, haa'n image compatibility aur text pe thora dhayaan hai, jab framing ko dil kiya to shayed frame bhi achha ban'na shuroo ho jaye, abhi issi pe guzara chal raha hai





Kia Milla Mohabbat Se ......





 

Download Free Books

Urdu Books: Afsanay - History Novels Mutafariq - Novels - Shayari - Urdu Poetry - Tanz o Mazah

Islamic Books: Tafseer Al-Quran - Hadith - Hamd o Naat - Understanding Islam

English Books: Biography - for Kids - History - Motivational - Philosophy - Sufism

Video Channels

Islamic & Religious - Urdu Mushaira - Mazahiya Mushaira - Punjabi Mushaira

TV Drama & Shows - Funny & Action - Pakistan Politics

Entertainment & Other Channels

Photo Gallery (over 110,000 Images) - Create Blog - Paly Games (4000 Games)

Gup Shup  - Mohabat Kadah - Jokes n Jokes - Kitchen Corner

Lifestyles - -Sport & Games - HallaGulla Media - Snap Shots


Join the Worlds Largest Online Urdu Community For Free

No comments: