Tanhaaii
kabhi aisa bhi ho
darya bhi ho
sahil bhi aor chaand bhi ho
kabhi aisa ho ke darya ho
aik kashti main tum saath ho
kabhi aisa ho chaltay jayain
aor haath main tera haath ho
kabhi aisa ho ke tum aawo
ye such ho na ke khwaab ho
kabhi aisa ho jo uth jaawon
tum saamnay merey paas ho
kabhi aisa hoye ye tanhaaii
mujhey choor ke tere saath ho
poet: huma khan
Jisay Sun Ker Gham Mera Mit Sakay
AOA ghalateyan point out kejeyay ga ap sb members.....AH
Nibh Hee Nahi Saki Kabhi Apni Tu Dosto
Practice makes a man perfect, I am looking beyond perfection
Udass Larki
DESIGN
MAIN KHAZAN RASEEDA SHAJR THA
tanhayon ki ek raat thi hijr ka ek sehra tha,
ek dia jalta dekhai dia jo hath pa teray rakha tha,
jal ka uss ki looo main mohabbat ka beej bana tha,
yoon hoa phir silsila,
dil main teri chahat ka ek dariya ban gaya,
jo chand tha falak pa woh dil main utter gaya,
nanaha sa poda uga jo wahan mohabbat ka,
jis ne pani dia woh tera piyar tha,
jis ne jawan kia woh tera intezar tha,
jis se phal laga woh tera izhar tha,
yoon hoa phir silsila,
phalon main rass tha teri mohabbat ka,
her beej main teri yaad thi,
her pattay pa teri tassveer thi ,
her shakh main tera ahssas tha,
yoon hoa phir silsila,
kissi auooor sa koi khazan aai,
phal gira teri mohabbat ka,
sookh k pattay shajr sa hawa k hamsafer hoay,
humain khabar na thi keh tum kis ke hamsafer hoay,
yooon hoa phir silsila,
tanhayoon ki ek raat thi,
hijr ka ek sehra tha,
main khazan raseeda shajr tha,
aur uss ki jadon main mera dil tha.
PLZ DESIGN THIS, MAINE PEHLAY BHI YEH REQUEST BHAIJI THI LAKIN KISSSI NAY BHI YEH DESIGN NAHIN KIA. PLZ DESIGN THI MAIN AAP KA BAHUT MASHKOOR HONGA.
SHUKRIYA.
HathoN me tera haath!
Main aj hi competition main ye 2 images post karna chahta tha, lekin jab yahan akar dekha tu os k liye tu voting chal pari thi, yani main zara sa late hogaya hon, due to my official hectic work!
So ab isay yahaN post kar raha hoN.....
wesay bhi me ko pata tha k s4shakeel k agay me ki daal nahi galegi...!
Download Free Books
Urdu Books: Afsanay - History Novels - Mutafariq - Novels - Shayari - Urdu Poetry - Tanz o Mazah
Islamic Books: Tafseer Al-Quran - Hadith - Hamd o Naat - Understanding Islam
English Books: Biography - for Kids - History - Motivational - Philosophy - Sufism
Video Channels
Islamic & Religious - Urdu Mushaira - Mazahiya Mushaira - Punjabi Mushaira
TV Drama & Shows - Funny & Action - Pakistan Politics
Entertainment & Other Channels
Photo Gallery (over 110,000 Images) - Create Blog - Paly Games (4000 Games)
Gup Shup - Mohabat Kadah - Jokes n Jokes - Kitchen Corner
No comments:
Post a Comment